Raat ke andhere me nakhun kaatna bila subha jaiz he.

[ Raat ke andhere me nakhun kaatna bila subha jaiz he.

Imame Aazam Abu Hanifa Radiyallahu anhu se Imam Abu Yusuf alaihirrahma ne raat me nakhun tarashne ke mutalliq sawal pucha to aapne farmaya: Jaiz he. Harun Rashid ne kaha: Iss pr kya dalil he. To aapne farmaya:

*“حکي أن ہارون الرشید سأل أبا یوسف رحمہ اللہ تعالی عن قص الأظافیر في اللیل فقال: ینبغي فقال ما الدلیل علی ذلک فقال: قولہ علیہ السلام: ”الخیر لا یوٴخر“*
 یعنی بھلائى کے کام مىں تاخىر نہ کى جائے

(yaa'ni bhalai ke kaam mein takhir na ki jaaye) 

( 📚فتاویٰ ھندیہ،جلد ۵ صفحہ ۳۵۸ )

 واللہ تعالی اعلم بالصواب
[ MASALAH

" naakhun kaat kar un ko pakhane ya ghusl khane me daalna makrooh  hai aur is se bemari paida hoti hai."

◾(BAHAR E SHAREAT. PART. NO. (16)

Comments

Popular posts from this blog

मिलादुन्नबी सल्लल्लाहू अलैह व सल्लम के दिन खुब सलाम ही सलाम भेजो क्योकि कुरान कहता है।

ईदे गदीर मनाना जाईज़ है या नहीं"

एक नौजवान कहता है: