~ ISHQ-E-RASOOL WA TAZEEM-E -NABI (Sallallahu Ta'ala Alaihe Wasallam) ~
~ ISHQ-E-RASOOL WA TAZEEM-E -NABI (Sallallahu Ta'ala Alaihe Wasallam) ~
๐️ Hadees :
~ Hazrate Usman Ibne Abdullah (Razi'Allahu Ta'ala Anhu) Se Riwayat Hai ki, Mere Ghar Walon Ne Mujhko Ummul Momineen Hazrate Umme Salma (RaziAllahu Ta'ala Anha) ki Khidmat Mein Ek Bartan Meiรฑ Paani Lekar Bheja aur Jab Kisi Shaksh ko Nazar lag Jaati Ya Use koi Pareshani Ya Beemari Hoti Toh Hazrate Umme Salma (RaziAllahu Ta'ala Anha) Huzoor (Sallallahu Ta'ala Alaihe Wasallam) ka Moo E Mubarak Nikaal kar laati aur Wo Unke Paas Ek Chaandi ki Shishi Meiรฑ Rehta Tha fir Use Paani Daalkar Hilaya Jaata aur Wo Shaksh Us Paani ko Peeta Hazrate Usman (RadiAllahu Ta'ala Anhu) Kehte hai ke, Maine Us Bartan mein Jhanka to Mujhe Chand Surkh Rang ke Baal Dikhayi Diye…
๐ (Sahih Bukhari, Jild : 2, Safa : 875)
๐ (Mishkat Babul Faal, Safa : 391)
➡ Hazrate Umme Salma ุฑุถู ุงููู ุนูู Huzoor ๏ทบ ki Zouja e Mohtarma (Paak Biwi) Hain Jo Huzoor ๏ทบ Baal ko Dhowan Mareezo ko Pilati Thi aur Mareez Sheefa Paate the Aur Ye Sahaba ka Zamana Tha lekin Kisi ne Ye Nahi Kaha ki Ye Shirq o Bid’at Aur Naa Jayaz Ha
Comments
Post a Comment