๐ JAB KOI MUSALMAN DUA KARTA HAIN TO ALLAH SUBHANAHU TEEN CHEEZON MAIN SE KOI EK ATAA KARTA HAIN.
๐ JAB KOI MUSALMAN DUA KARTA HAIN TO ALLAH SUBHANAHU TEEN CHEEZON MAIN SE KOI EK ATAA KARTA HAIN.
✏ Hadith :
"RASOOL-E-KAREEM (Sallallahu Ta'ala Alaihe Wasallam) Ne Farmaya, Jab Koi Musalman Aise Dua Karta Hain Jis Mein Gunah aur Qata Rehami na ho To ALLAH Subhanahu Us Wajah Se Teen Cheezon Mein Se Koi Ek Usko Ata Farma Deta Hain Ya to Uski Dua Fauran Qubul Farma deta Hain, Ya Uske liye Akhirat Mein Zakheera Kar leta hai Ya Phir Uski koi Taklif Usse Dur farma deta hai. Sahaba (RadiAllahu Ta'ala Anhuma) Ne Farmaya. Phir to Ham Ziyada Duayein Karenge to "Aap (Sallallahu Ta'ala Alaihe Wasallam) ne farmaya, ALLAH Subhanahu (ke paas ata karne ko) Bahut Ziyada Hain..
๐ (Masnad Ahmed, Hadith : 10749-Sahih)
"Rasool-e-Kareem (Sallallahu Ta'ala Alaihe Wasallam) Said, if any Muslim Who Supplicates to ALLAH Without sin or Cutting Family Ties in it , ALLAH Will Give Him one of Three Answers : he Will Hasten Fulfillment of his Supplication, he will Store it for him in the Hereafter, or he Will Divert An Evil from him Similar to it. They Said, In That Case We Will Ask for More. The Prophet Said, ALLAH Has Even More.
๐ (Musnad Ahmad, Hadith : 10749
Comments
Post a Comment