Leucorrhoea ki marz mein mubtala aurat ke wudu o namaz ka huqm

Leucorrhoea ki marz mein mubtala aurat ke wudu o namaz ka huqm

Sawal: 

السلام علیکم و رحمت اللہ 
Ulema e kiraam ki khidmat mein aik mas'ala paish e khidmat hai ke
kya leucorrhoea ke marz mein aurtain har namaz ke liye naya wuzu kareingi? 
Rahnumai farmayein. 

Al Jawab: 

وعلیکم السلام و رحمت اللہ و برکاتہ 
soorat mustafsira mein mere imam Raddul Muhtaar ke hawalay se farmatay hain: 

في ردالمحتار لو عرض بعد دخول وقت فرض انتظر إلي آخره فان لم ينقطع يتوضأ و يصلي ثم ان انقطع في إثناء الوقت الثاني يعيد تلك الصلوة وان استوعب الوقت الثاني لا يعيد لثبوت العذر حينئذ من وقت العروض اھ بركوية و نحوه في الزيلعي و الظهيرة الخ و باقي المسائل معروفة متونا و شروحا و الله سبحانه وتعالى أعلم،

▪️Raddul Muhtaar mein hain:
agar farz namaz ka waqt daakhil honay ke baad uzr paish aaya to aakhir waqt taq intezaar kere agar munqata (band) na ho to wudu karkay namaz parh le phir agar dosray waqt mein khatam ho jaye (discharge aana band ho jaye) to uss ( pehli ) namaz ko lout’tay (k aab wo sharai mazoor nahi) aur agar dosray waqt  ko ghairay (yani agli namaz k waqt me musalsal aaye ki wuzoo krke namaz na padh sake ) to na loutayein, kyu ke is waqt uzr saabit ho gaya jis ki ibtida paish anay ke waqt se hogi. برکویہ, زیلعی aur ظہیریہ mein bhi isi terhan hai الخ aur baqi masail متون aur شروح ke aitbaar se Maroof hain. 

▪️(Fatawa rizviya jadeed j (4) safa (371)

واللہ تعالی اعلم بالصواب

Az qalam: 
Hazrat Allama molana Mohammad Rashid Makki sahib qibla.www.islamicbatein786@blogspot.com

Comments

Popular posts from this blog

मिलादुन्नबी सल्लल्लाहू अलैह व सल्लम के दिन खुब सलाम ही सलाम भेजो क्योकि कुरान कहता है।

ईदे गदीर मनाना जाईज़ है या नहीं"

एक नौजवान कहता है: