Taazidari sunni Aur shiya ki Nazar me kya hai ? Shiya ka Aqida Taazidari ka matlab hai ke ?
Manzar e Qarbala Toh is Duniya ko dikhana tha warna joh churi ⚔️ Hazrat ismail Alaihi salam par Na chal saki woh mere Nabi 🌹 ﷺ 🥀ke payare Nawaase imame Hussain par kaise chalti 😭
Aur sabr karne waalo ko shuruwat me Takhlif jarur hoti hai 😓💔😓 Lekin Aage ki Life Zindagi bohot shaandar hoti hai🤗🤗😍
Taazidari sunni Aur shiya ki Nazar me kya hai
Hum sunniyu ki Nazar me Taaziya Yaani Ahle beth ka Roza mubarak ka mordel joh Hubahu Qarbala ke Roze se milta ho
Shiya ka Aqida Taazidari ka matlab hai ke
Saheede Qarbala ka janaza banana Alam ke Naam par Phoolo ki murti Taazidari ke naam par mandir jaisa bana dena
Aur jhula banana Aur use pure city me maatam karke janaaza Ghumana hai
Comments
Post a Comment