QAYAMAT KE DIN JAB TAK BANDA INN 5 SAWALON KE JAWAB NAHI DEGA USKE QADAM HARKAT NAHI KARENGE.

ЁЯСЙ QAYAMAT KE DIN JAB TAK BANDA INN 5 SAWALON KE JAWAB NAHI DEGA USKE QADAM HARKAT NAHI KARENGE. 

ЁЯЦН️ Mafhum e Hadith :

~ RASOOL-ALLAH (Sallallahu Ta'ala Alaihe Wasallam) Ne Farmaya : Qayamat ke Din Ibn Adam ke Qadam apne RABB ke Paas Se Us Waqt tak Harqat Nahi Karenge Jab tak Ussay Panch (5) Sawal na Kar liye Jaye 

1. Uske Umar ke Mutalliq Umar kis Kaam Mein Khatam Ki. 
2. Uski Jawani ke Mutalliq ke Kis Kaam Main Khatam Ki. 
3. Uske Maal ke Mutalliq ki Maal Kaha se Kamaya. 
4. Maal Kaha Kharch Kiya. 
5. Aur Jitna Ilm tha Us par Kitna Amal Kiya 

ЁЯУЪ (Al-Silsila-As-Sahiha-290) 

~ RASOOL-ALLAH (Sallallahu Ta'ala Alaihe Wasallam) Said : The Son of Adam Will Not Be Dismissed from Before his Lord on the Day of Resurrection Until he has Been Questioned About five Things : 

1. About His life , How he Spent it, 
2. About his Youth, How he Used it, 
3. About his Wealth, How he Earned it, 
4. And How he Disposed of it, 
5. And How he Acted Upon What he Acquired of Knowledge..

Comments

Popular posts from this blog

рдорд╕ाрдЗрд▓े рдХ़ुрд░्рдмाрдиी

рд╣рдЬ़рд░рдд реЪौрд╕-рдП-рдЖрдЬ़рдо рд░рд╣рдорддुрд▓्рд▓ाрд╣ рдЕрд▓ैрд╣

рдЖрд▓ा рд╣рдЬрд░рдд рдХा рддрд░्рдЬुрдоाрди рдП рдХुрд░ाрди рдХрди्рдЬ़ुрд▓ рдИрдоाрди рдХि рдЦुрд╕ुрд╕िрдпाрдд